IKHTIYAR
Ikhtiyar kia hey yeh hum mey sey taqreeban sab hi log jantey hein. Hum sab kissi ke ikhtiyar mey hona bhi chahatey hein aur kisse pr ikhtiyar rakhna bhi chahatey hein kukey aur bohat si dosseri qadron ke sath sath hum ye bhi qadr khotey jarahey hein.Abb tou hum apney opper sey bhi ikhtiyar kho detey jarahey hein ,achey khasey mood mey baatein kertey huey behas kerney lagtey hein aur aakhir mey iss ka anjam bohat bura hi hota hey kukey humein pta hi nahi chalta hum ker kia rahein hein aur kab hum ahista ahista apney aap pr sey ikhtiyar khotey jarahey hein.Yeh hamaree bohat baree majbori bantee jarahey hein.
Anson hein ke rukney ka naam nahi letey aur bhi kayee chezon mey beiktiyar hojatey hein. Hum mey sey tou bohat sey log yeh chahatey hongey k unki doree Rab apney hath mey hi rakhey tou behtar hey kukey unhey apney opper ikhtiyar hi nahi rehta ,aur Rab jo krey ga behtar hi krey ga (beshak) kuch baatein aisse hein jo dil sey jurein hei un pr bhi insan bebas hey kia krey kia na krey aur apney opper chore diya tou samjho sab gaya barson ka giyan diyan sab bekar,jab giyan diyan gaya tou baqi kia raha aik khali khuli putla.

Comments
Post a Comment