TANHAE SI TANHAE HY
Kisi ney kia khub kaha hy k agr apni haqeeqat janna chahtey hu tho thoda waqt tanha guzaro tumko ko khud hi pata chal jaaye ga k tum kiya hu .tumhari asal isi tanhaee mey posheeda hy.Baaz martaba hum khu ko kisi orr mey tlash krtey hein wo bhi theek pr wo kisi bhi aik hu ,hr kisi my apney ap ko dekhney wley bewaoof hi hutey hein kher ye tho qismat se hi huta hy k koi apko mil jye .Ye qadrat k ramx hein warna tho tanhaee aapi bentreen sathi hy jo aapko bilaakhit khud se mila hi deti hy. AK GHALTI .kisko khabr kab kis k sitarey gardish mey ajayein ,aap baithy bithaeye aesa kaam kr jayein ya aesi baat muh se nikal jaye k apny hi hathon se hi uss shaakh (branch) ko kaat dein jis pr khud baithein hun .Mera shumaar bhi aesi hi logon mey huta hy k ghaam khareed leti hun khushi k badley sab kuch sahi se chl raha huta hy aur mey aesi ghalti kr baaith ti hun sab kuch kharab hujata hy .Haaan itna zaror hy k mey aesy mamilat mey qismat ko dosh nhi deti itni agaahi hy mujhy .Ye sab bhi waqt ney sikhaya hy warna itni aqal nhi k khud ba khud samjh sakti .Aik k baad aik waqaya tanha ker deta hy,chalo acha hy khud ko itna pehchan liya hy k ki dost nhi reh saka oi bpht arsey tajk saath nhi chal sakti .
JAAN HI LIYA
kiya hy ye raaz kiya chupa hy isky peechey ,Asal mey hum kuch nhi humari soch aur mamilat hi humey define krty hein,waqt pe apny aap ko control krna aur present krna dono hi kaam ki chee hy dono pr hi practice krni hy
JAAN HI LIYA
kiya hy ye raaz kiya chupa hy isky peechey ,Asal mey hum kuch nhi humari soch aur mamilat hi humey define krty hein,waqt pe apny aap ko control krna aur present krna dono hi kaam ki chee hy dono pr hi practice krni hy
Comments
Post a Comment